Zindagi tamasha nahi
Yaha koi ved aur tara nahi
Nahi majnu ne laila ke liya kapde liye phad
Nahi koi pal bhar tehrne ko tayaar
Nahi dil ye sambhlega iss baar
Bahar se kuch aur,
Andar se majboor toh hai hum
Par kahani ki ending wahi
Aur kahani bhi sabki wahi hai
Laila- Majnu, Heer Ranjha
Sikander ki chadhayi, Lanka ki Ladai
Laila ke pyaar mei, ab Majnu ne liya kapde bhi phaad
Par hum cool act karenge
Heer toh waise hi badi sad
Safarnama toh hai ye sawalon ka
Chhut-Put aashiqui, mein dhalegi ye kahani..
Khudhi haste, khudhi rote
Khudhi khud ko satavenge hum
Sun re sun par beliya, dil ne dhoka diya
Tu aur hai, koi aur hai
Kyun nahi woh jo hai..
Lagta hai ab zindagi ka tamasha ban hi gaya..
Par ye sab jo hai woh mai nahi, sab nakli hai
Tirkit taal se toh chal rahi yahi kahani..
Par Don aayega aur Mona ka sona le jaayega..
No comments:
Post a Comment